

Tum Mere Ho Song Lyrics from Hate Story 4 Hindi Movie. Directed by Vishal Pandya. Produced by T-Series Films. Starring Karan Wahi, Urvashi Rautela, Vivan Bhatena, Ihana Dhillon, Gulshan Grover in lead roles. Music composed by Mithoon. Lyrics were written by Manoj Muntashir. Sung by Jubin Nautiyal & Amrita Singh. Song released under T-Series Official label.
Ik Din Akele The Hum Tum
Tum Mujh Mein Main Tum Mein Gum
Mere Kaanon Mein Aahista Se
Uss Roz Kaha Tha Jo Tumne
Kisi Aur Se Na Wo Kehna
Tum Mere Ho, Mere Rehna
Tum Mere Ho, Mere Rehna
Tum Saath Mera Har Dum Dena
Tum Mere Ho, Mere Rehna
Dono Jahaan Mein Hai Ek Jagah
Jo Mujhein Badi Mehfooz Lage
Teri Baahein Ye Baahein Ye Teri
Bas Itni Si Duniya Hai Meri
Baahon Mein Ghere Rehna
Tum Mere Ho Mere Rehna
Tum Mere Ho Mere Rehna
Tum Na Hote Toh Dard Ye Dil Ka
Hadd Se Badh Jaata
Ishq Na Karta
Tumpe Na Marta
Toh Main Marr Jaata
Mere Andar Mujhse Zyaada Tum
Chalo Aaj Karo Yeh Waada Tum
Alvida Alvida.. Kabhi Na Kehna
Tum Mere Ho, Mere Rehna
Tum Mere Ho, Mere Rehna
Tum Saath Mera Har Dum Dena
Tum Mere Ho, Mere Rehna
Wo..
Tum Mere Ho is a popular songfrom the album Hate Story 4 . Read full lyrics, singer details, and more.
A. Jubin Nautiyal, Amrita Singh
A. Mithoon
A. Hate Story 4