Manzoor e Khuda

Rate this lyrics

Manzoor e Khuda Lyrics from Thugs of Hindostan Hindi movie. Directed by Vijay Krishna Acharya. Produced by Aditya Chopra under the banner Yash Raj Films. Starring Amitabh Bachchan, Aamir Khan, Katrina Kaif, Fatima Sana Shaikh, Lloyd Owen. Music composed by Ajay-Atul. Lyrics were written by Amitabh Bhattacharya. Sung by Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan, Sukhwinder Singh. Song released under YRF Music official label.

Manzoor e Khuda Lyrics

Baba Lauta De Mohey Gudiya Mori
Angana Ka Jhoolna Bhi
Imli Ki Daar Waali Muniya Mori
Chandi Ka Painjna Bhi

Ik Haath Mein Chingariyan
Ik Haath Mein Saaz Hai
Hansne Ki Hai Aadat Humein
Har Gham Pe Bhi Naaz Hai

Aaj Apne Tamaashe Pe Mehfil Ko
Karke Rahenge Fida
Jab Talak Na Karein Jism Se Jaan
Hogi Nahi Ye Juda

Manzoor-E-Khuda
Manzoor-E-Khuda
Anjaam Hoga Humara Jo Hai
Manzoor-E-Khuda
Manzoor-E-Khuda (Manzoor-E-Khuda)
Manzoor-E-Khuda (Manzoor-E-Khuda)
Toote Sitaaron Se Roshan Huaa Hai
Noor-E-Khuda

Ho Chaar Din Ki Ghulami
Jism Ki Hai Salaami
Rooh Toh Muddaton Se Aazaad Hai
Ho.. Hum Nahin Hain Yahan Ke
Rehne Wale Jahaan Ke
Woh Sheher Aaasman Mein Aabaad Hai

Ho Khilte Hi Ujadna Hai
Milte Hi Bichhadna Hai
Apni Toh Kahaani Hai Yeh

Kaagaz Ke Shikaare Mein
Dariya Se Guzarna Hai
Aisi Zindagaani Hai Yeh

Zindagani Ka Humpe Jo Hai Karz
Kar Ke Rahenge Adaa
Jab Talak Na Karein Jism Se Jaan
Hogi Nahi Ye Juda

Manzoor-E-Khuda
Manzoor-E-Khuda
Anjaam Hoga Humara Jo Hai
Manzoor-E-Khuda
Manzoor-E-Khuda (Manzoor-E-Khuda)
Manzoor-E-Khuda (Manzoor-E-Khuda)
Toote Sitaaron Se Roshan Huaa Hai
Noor-E-Khuda

Baba Lauta De Mohey Gudiya Mori
Angana Ka Jhoolna Bhi
Imli Ki Daar Waali Muniya Mori
Chandi Ka Painjna Bhi

Manzoor e Khuda is a popular songfrom the album Thugs Of Hindostan . Read full lyrics, singer details, and more.

Video Song

Rate this lyrics

Other Lyrics From Thugs Of Hindostan

FAQs About "Manzoor e Khuda" From Thugs Of Hindostan

Q. Who is the singer of "Manzoor e Khuda" song ?

A. Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan, Sukhwinder Singh

Q. Who composed the music for "Manzoor e Khuda"?

A. Ajay-Atul

Q. Which album is "Manzoor e Khuda" Song from?

A. Thugs Of Hindostan