Kyun Rabba

🎬 FromBadla
Rate this lyrics

Kyun Rabba song lyrics from Badla Hindi Movie. Directed by Sujoy Ghosh. Produced by Gauri Khan, Sunir Khetarpal, Akshai Puri, Gaurav Verma under the banner Red Chillies Entertainment, Azure Entertainment. Starring Amitabh Bachchan, Taapsee Pannu. Music composed by Amaal Mallik. Lyrics were written by Kumaar. Sung by Armaan Malik. Song released under Zee Music Company official label.

Kyun Rabba Lyrics

Dil Hanste Hanste Ro Pada
Dard Aansuon Mein Hai Badha
Dil Hanste Hanste Ro Pada
Dard Aansuon Mein Hai Badha

Tooti Sabse Yaari
Main Toh Zindagi Se Haari
Gayi Saanson Ko Dukha Ke Kahan Pe Ye Hawa

Kyun Rabba Iss Qadar Todeya Ve
Ki Ik Tukda Na Chhodeya
Dhadakne Ke Liye Dhadkano Mein
Kuch Na Bacha
Kyun Rabba Iss Qadar Todeya Ve
Ki Ik Tukda Na Chhodeya
Dhadakne Ke Liye Dhadkano Mein
Kuch Na Bacha

Todeya Ve
Todeya Ve
Dhadkano Ne
Todeya Ve

Khud Ka Wajood Kho Gaya
Saaya Bhi Paraya Ho Gaya
Dekha Hai Tujhko Kahin Pe
Bole Mera Aaina
Khud Ka Wajood Kho Gaya
Saaya Bhi Paraya Ho Gaya
Dekha Hai Tujhko Kahin Pe
Bole Mera Aaina

Khudko Na Pehchaanu
Pata Khud Ka Na Jaanu
Jaaun Main Kahan Pe
Dikhe Na Raasta

Kyun Rabba Iss Qadar Todeya Ve
Ki Ik Tukda Na Chhodeya
Dhadakne Ke Liye Dhadkano Mein
Kuch Na Bacha
Kyun Rabba Iss Qadar Todeya Ve
Ki Ik Tukda Na Chhodeya
Dhadakne Ke Liye Dhadkano Mein
Kuch Na Bacha

Dil Ka Naseeb Tha Bura
Jo Socha Tha Woh Na Hua
Door Se Jo Laga Samandar
Tha Woh Manzar Ret Ka
Dil Ka Naseeb Tha Bura
Jo Socha Tha Woh Na Hua
Door Se Jo Laga Samandar
Tha Woh Manzar Ret Ka

Dhokha De Gayi Taqdeerein
Jhoothi Nikli Laqeerein
Karun Kispe Yaqeen Samajh Mein Aaye Na

Kyun Rabba Iss Qadar Todeya Ve
Ki Ik Tukda Na Chhodeya
Dhadakne Ke Liye Dhadkano Mein
Kuch Na Bacha
Kyun Rabba Iss Qadar Todeya Ve
Ki Ik Tukda Na Chhodeya
Dhadakne Ke Liye Dhadkano Mein
Kuch Na Bacha

Kyun Rabba is a popular songfrom the album Badla . Read full lyrics, singer details, and more.

Video Song

Rate this lyrics

Song Information

Lyricist Kumaar
Year 2019

FAQs About "Kyun Rabba" From Badla

Q. Who is the singer of "Kyun Rabba" song ?

A. Armaan Malik

Q. Who composed the music for "Kyun Rabba"?

A. Amaal Mallik

Q. Which album is "Kyun Rabba" Song from?

A. Badla