Dil Ka Kya

Rate this lyrics

Dil Ka Kya Song Lyrics from Metro In Dino Hindi Movie. Directed by Anurag Basu. Produced by Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Taani Basu, Anurag Basu under the banner T-Series Films, Anurag Basu Productions. Starring Anupam Kher, Neena Gupta, Konkona Sen Sharma, Pankaj Tripathi, Aditya Roy Kapur, Sara Ali Khan, Ali Fazal, Fatima Sana Shaikh, Saswata Chatterjee in lead roles. Music composed by Pritam. Dil Ka Kya lyrics were written by Anurag Sharma. Sung by Raghav Chaitanya.

Dil Ka Kya Song Lyrics

Dil Ka Kya
Haan Mere Dil Ka Kya
Dil Ka Kya
Dil Tera Dil Hai Toh
Mera Dil Bhi Dil Hi Hai Na

Ab Pichle Hi Pal Dekha Tujhe Tu Yahin Tha
Agle Hi Pal Dekha Mud Ke Nahin Tha
Hai Paake Bhi Kyun Na Paaya Tujhko
Bata Na Mujhko

Kaise Tujh Par Marna Hai Yeh Dikha De
Ya Tu Aaja Tere Bina Jeena Hi Sikha De
Hai Paake Bhi Kyun Na Paaya Tujhko
Bata Na Mujhko

Oh Dil Ka Kya
Haan Mere Dil Ka Kya
Dil Ka Kya
Dil Tera Dil Hai Toh
Mera Dil Bhi Dil Hi Hai Na

Haan Haara Haara
Toota Toota
Khud Hi Khud Se
Jhootha Jhootha
Dil Hi Dil Se
Toota Toota
Kahaani Meri Khatam Hai
Aise Hi Hai Tune Jaana

Haan Mere Dil Ka Kya
Dil Tera Dil Hai Toh
Mera Dil Bhi Dil Hi Hai Na

Dil Ka Kya is a popular song . Read full lyrics, singer details, and more.