Dhadkane Azad Hain

Rate this lyrics

Dhadkane Azad Hain Song Lyrics Music composed by Deepak Pandit. Lyrics were written by Manoj Muntashir. Directed by Parasher Baruah. Starring & Sung by Shreya Ghoshal

Dhadkane Azad Hain Song Lyrics

Dhadkane Azad Hain…
Pehre Laga Kar Dekh Lo

Dhadkane Azad Hain
Pehre Laga Kar Dekh Lo
Pyaar Chhupta Hi Nahin…
Pyaar Chhupta Hi Nahin
Tum Chhupa Kar Dekh Lo

Dhadkane Azad Hain
Pehre Laga Kar Dekh Lo

Chaahe Jitni Door Hon
Chaahe Jitna Hon Khafa…

Chaahe Jitni Door Hon
Chaahe Jitna Hon Khafa
Laut Kar Aa Jayenge
Tum Bula Kar Dekh Lo

Pyaar Chhupta Hi Nahin
Ho… Pyaar Chhupta Hi Nahin
Tum Chhupa Kar Dekh Lo

Dhadkane Azad Hain
Pehre Laga Kar Dekh Lo…

Sheher-E-Dil Mein Aaj Bhi
Hain Charagaan Tumse Hi ((2x))

Kuch Nahin Badla Yahaan
Aao, Aa Kar Dekh Lo

Pyaar Chhupta Hi Nahin
Ho.. Pyaar Chhupta Hi Nahin
Tum Chhupa Kar Dekh Lo

Dhadkane Azad Hain
Pehre Laga Kar Dekh Lo

Dhadkane Azad Hain is a popular song . Read full lyrics, singer details, and more.

Video Song

Rate this lyrics

Song Information

Composer Deepak Pandit
Year 2017

FAQs About "Dhadkane Azad Hain"

Q. Who is the singer of "Dhadkane Azad Hain" song ?

A. Shreya Ghoshal

Q. Who composed the music for "Dhadkane Azad Hain"?

A. Deepak Pandit